Skip to content
AK Online Support
  • Home
  • Technology
  • Make Money
    • YouTube
    • Website
    • Affiliate
  • Sarkari Yojana
  • CSC Services
    • VLE Toolkit
    • Sarkari Forms
  • Smart AI Tools
    • AI Prompts Library
    • Background Remover
    • Passport Photo Maker
    • AI Photo Enhancer
    • Resume Builder

Google Pay Business Account Kaise Banaye 2025 – Step by Step Guide

25/09/2025 by Subhash Kumar

Doston, Aaj ki is post me aapko Google Pay Business Account Kaise Banaye 2025 – Step by Step Guide batane wala hun. Jaisa ki aapko pata hai aaj ke is Digital yug me log apne Dukan se grahak se online payment lena bahut pasand karte hai, Kiuki turant wo apne Grahak se payment apne bank account me le sakte hai. To chaliye aaj ki is blog post me hum aapko 2025 me Google pay business account banane ka complete process batane wale hai, sath hi isko banane ke liye kya kya documents lag sakta hai sab kuch janenge aaj ki is post me…

Table of Contents

Toggle
  • Google Pay Business Account Kya Hai?
  • Google pay business account kaise banaye?
    • Google Pay Business App se QR Code kaise magaye?

Google Pay Business Account Kya Hai?

Google ka banaya huwa ek payment platform hai jahan par agr aap apna business account banate hai to usme aapko payment kar sakte hai. Apko google pay business account me ek payment lene ke liye qr code milta hai jisse aap aasani se apne dukan me grahak se payment le sakenge.

Google pay business account kaise banaye?

Google pay business account banane ke liye aapko sabse phele Google play store se ek Google pay business application download karna hoga. Uske baad aapko us app ko open karna hoga fir aapko ek mobile number se signup karna hoga aapko ek mobile number bhi daal kar verify karna hoga.

Ab aapko apne Dukan ke liye business ke liye us dukan ka name or location address ko sahi se add karna hoga. aapko apna details submit karna hoga jaise us dukan ka malik kon hai or sath me aapko apne pan card number or pan card ka photo submit karna hoga. uske baad aapko jis bhi account me payment lena hai us account ko add karna hoga uske liye bank account number or ifsc code submit karna hoga.

Jab aapka account verify ho jata hai tab aap aasani se Google pay business app se qr code ki madad se aasani se payment le sakte hai, sath bhi aap ek QR Code toolkit order kar sakte hai or aap apne dukan me laga sakte hai, taki aap apne grahak se payment le sakate hai.

Google Pay Business Account Kaise Banaye 2025 - Step by Step Guide

Google Pay Business App se QR Code kaise magaye?

Doston agr aapne apna business account bana liya hai to ab aap free me qr code order kar sakte hai iske liye aapko niche ek video diya gaya hai. aap us video ko dekh kar asani se apne dukan ke liye google pay business ke liye qr code mangwa sakte hai.

Video dekhen –

Ise bhi padhen – 

  1. Online fraud se kaise bachen?
  2. Affiliate marketing se paise kaise kamaye?

To doston mai ummid karta hun ki aap sabhi ko pata chal gaya hai ki Google Pay Business Account Kaise Banaye 2025 – Step by Step Guide. Agar aap aaj ka yah janakri aapko pasand aaya hai to is post ko apne doston ke sath jarur share karen. Sath hi agar aapke man me koyee sawal ya sujhaw hai to niche comment karke jarur bataye.

Aaj ke liye bas itna hi jald hi milte hai kisi or new topic ke sath, Tab tak aap apna khayal rakhen.. Thanks for Visiting.

Post Views: 68
Categories All Posts, Technology Tags AK Online Support, Google pay, Google pay business, Google Pay Business Account Kaise Banaye 2025 - Step by Step Guide, Google pay business qr code
Instagram trending photo prompt for Gemini ai
Arattai App: WhatsApp Ka Naya Vikalp, Janiye Kiyon Hai Khas
Share:

Application Form

सभी फॉर्म डाउनलोड करें


PDF Forms Download

यहाँ क्लिक करें

Recent Posts

  • Instagram Trending AI Photo Editing Prompt कहाँ से Copy करें
  • Diwali Photo Editing Prompts for Gemini Girl – Trending Ideas 2025
  • Gemini Ai Photo Prompt Copy Caste Boy
  • Gemini AI से Trending Photo कैसे बनाएं 2025
  • Trending Prompt for Gemini Ai – Viral फोटो Prompt कहाँ से मिलेगा

Follow Us

Stay updated via social media

  • About Us
  • Privacy Policy
  • Disclaimer
  • Terms and Conditions
  • Contact Us
© 2025 Akonlinesupport.com